Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra Singh
HomeChitra Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duti mon aar nei dujonaar duti mon aar nei dujonaar raat bole aami saathi ho je faguner rate aami rupkotha hoye kaache robo je duti mon aar nei dujonaar full bole ronge aar cheonaa paakhi bole aar gaan geonaa full bole ronge aar cheonaa paakhi bole aar gaan geonaa amaader meetalir mayate kaane kaane koto kotah koboje duti mon aar nei dujonaar shukhtara bole aami acheto dishahara hote aar voy ki shukhtara bole aami acheto dishahara hote aar voy ki aachi ghum jhore pore duchokhe haasi mukhe tai jege robo je duti mon aar nei dujonaar raat bole aami saathi ho je faguner rate aami rupkotha hoye kaache robo je duti mon aar nei dujonaar duti mon aar nei dujonaar duti mon aar nei dujonaar
faasila to hai magar koi faasila nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin faasila to hai magar koi faasila nahin aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi hooo aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi aap ye bataiye aap to khafa nahin aap ye bataiye aap to khafa nahin kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin leejiye bula liya aapko khayaalon mein hooo leejiye bula liya aapko khayaalon mein ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum kaisi kal hawa chali koi jaanta nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin
Hai Ikhtiar Main Tere
hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram tu hi sukh de tu hi dukh de tu hi sukh de tu hi dukh de tere charnon mein apne chaaron dhaam tu hi sukh de tu hi dukh de tu hi sukh de tu hi dukh de tere charnon mein apne chaaron dhaam hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raghav raja raam patit paawan seeta ram raghupati raghav raja raam patit paawan seeta ram teri daya jis par ho jaye teri daya jis par ho jaye ban jaye uske bigde saare kaam teri daya jis par ho jaye teri daya jis par ho jaye ban jaye uske bigde saare kaam hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram hey ram ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raghav raja raam patit paawan
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa
ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye phir bhi zinda hoon ajab baat hai ye kab se wo leke meri jaan gaye kab se wo leke meri jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye tum jo aaye to bhari mehfil mein tum jo aaye to bhari mehfil mein dil gaye haath se eemaan gaye dil gaye haath se eemaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye jis jagah par na farishte pahunche jis jagah par na farishte pahunche us jagah aaj ke insaan gaye us jagah aaj ke insaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye aap kya cheez hain pehchaan gaye ik nazar dekh ke hum jaan gaye
is mein koi shikwa na shikayat na gila hai ye bhi koi khat hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai kya yaad dilaayenge mujhe mere sitam ka kya yaad dilaayenge mujhe mere sitam ka har naksh sitam khud mere seene pe likha hai har naksh sitam khud mere seene pe likha hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti mujhko meri aawaaz sunaayi nahin deti kaisa ye mere jism mein ek shor macha hai kaisa ye mere jism mein ek shor macha hai chehre mein hai aaina ke aaine mein chehra chehre mein hai aaina ke aaine mein chehra maaloom nahin kaun kisse dekh raha hai maaloom nahin kaun kisse dekh raha hai ye bhi koi khat hai ke muhabbat se bhara hai is mein koi shikwa na shikayat na gila hai
Ishq Fana Ka Naam Hai
jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya aaine siyah ho gaye aaine siyah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin hum hi dard e raah ho gaye hum hi dard e raah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dost khair baah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye
jai madhav madan murari jai madhav madan murari jai madhav madan murari jai madhav madan murari jai keshav kalimal hari jai keshav kalimal hari jai keshav kalimal hari jai madhav madan murari jai madhav madan murari sunder kundal nayan vishala sunder kundal nayan vishala sunder kundal nayan vishala gale sohe baijanti mala gale sohe baijanti mala ya chhavi ki balihari ya chhavi ki balihari jai madhav madan murari jai madhav madan murari kab hoon loot loot dahi khayo kab hoon madhuvan raas rachayo kab hoon madhuvan raas rachayo nachat vipin bihari nachat vipin bihari jai madhav madan murari jai madhav madan murari karuna kar dropadi pukari ayee ee ee jai na aa aa yee ee ee aa aa aa aa na aa karuna kar dropadi pukari pat mein lipat gaye banwari pat mein lipat gaye banwari nirakh rahe narnari nirakh rahe narnari jai madhav madan murari jai madhav madan murari jai keshav kalimal hari jai keshav kalimal hari jai madhav madan murari jai madhav madan murari
jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak may ki jagah khoon e dil peena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak socha hai ab paar utrenge ya takra kar doob marenge socha hai ab paar utrenge ya takra kar doob marenge toofanon ki zad pe safeena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak ek mahine ke wade par saal guzara phir bhi na aaye ek mahine ke wade par saal guzara phir bhi na aaye waade kaahe ek mahina kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak samne duniya bhar ke ghum hain aur idhar ik tanha hum hain samne duniya bhar ke ghum hain aur idhar ik tanha hum hain saikadon patthar ik aaina kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi sachchi aas pe jeena kab tak aakhir aakhir kab tak may ki jagah khoon e dil peena kab tak aakhir aakhir kab tak jhoothi
jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye humne kafas mein dekhi humne kafas mein dekhi fasle bahaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barson jis mod par kiye the wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha karte rahe hain jiska karte rahe hain jiska hum intezaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the
kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah main ek khwaab sahi aapki amanat hoon main ek khwaab sahi aapki amanat hoon mujhe sambhal ke rakhiyega jism o jaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant guzar na jaaye ye rut bhi kahin khizaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah
kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse log kehte hai paagal hoon main yeh bhi na jaanu dil lutaya hai maine ab kisi ki na maanu chain dekar ke maine bechainiyaa yeh li hai neende uda ke maine tumse wafaye ki hai kasam ki kasam hai kasam se jee rahe hai hum tere dum se ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kuchh ishaaron mein tumne humse jo yeh kahaa hai ab yakin aa raha hai tumko bhi kuchh hua hai kyun tumko dekhte hain kya dil mein sochte hai toofan jo uth raha hai hum usko rokte hai kasam ki kasam hai kasam se yeh milan hai sanam ka sanam se ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam haan kasam yeh kasam di kasam li kasam haan kasam kasam kasam kasam kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab yeh pyaar na hoga phir humse o hoo hoo hoo hoo
kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile dil na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile pehli hi nazar mein kuch hum kuch tum ho jaatein hain yun gum nainon se barsein rim jhim rim jhim humpe pyaar ka sawan sharm thodi thodi humko aaye to nazrein jhuk jaayein sitam thoda thoda hum pe shokh hawaa bhi kar jaaye aisi chali aanchal ude dil mein ek toofaan uthe hum to lut gaye khade hi khade kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile
kisi ko de ke dil koi nawaasanj e fughaan kyun ho na ho jab dil hi seene mein to phir munh mein zubaan kyun ho wafa kaisi kahaan ka ishq jab sar phodna thehra to phir aye sang dil tera hi sang e aastaan kyun ho yahi hai aazmaana to sataana kis ko kehte hain aduu ke ho liye jab tum to mera imtihaan kyun ho qafas mein mujh se roodaad e chaman kehte na dar humdam giri hai jis pe kal bijli woh mera aashiyaan kyun ho
kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin kyun iske faisle humen manzoor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya palkon se khaab kyun gire kyun chur ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye
laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari jaisi laaj rakhi arjun ki jaisi laaj rakhi arjun ki bhaarat yudh majhhari saarathi hoke rath ko haakyo saarathi hoke rath ko haakyo chakra shudarshan dhari bhakt ki tek na taari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari jaisi laaj rakhi dropati ki jaisi laaj rakhi dropati ki khoon na deni ughari khenchat khenchat do bhuj thaaki khehchat khenchat do bhuj thaaki dushshasan pachthayi cheer barhayo muraari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari soordas ki laaj rakho prabhu soordas ki laaj rakho prabhu ab ko hai rakhwari radhe radhe shrivar pyaaro radhe radhe shrivar pyaaro shrivrashubhan dulari sharan me aayo tumhari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari
Lab E Khamosh Se
mera dil bhi shauq se todo mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag dil mein andhera ho hi chuka hai dil mein andhera ho hi chuka hai ghar mein andhera aur sahi mera dil bhi dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo laakh tamaashe dekhe honge laakh tamaashe dekhe honge ek nazaara aur sahi mera dil bhi khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo daag hain sau daaman pe tumhaare daag hain sau daaman pe tumhaare ek izaafa aur sahi mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duti Mon Aar Nei Chitra Singh 03:52 32637
 
Poster of Chitra Singh
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:52   Song Number : 32637   

Faasila To Hai Magar Jagjit Singh & Chitra Singh 06:44 37995
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37995   

Hai Ikhtiyaar Mein Tere Chitra Singh 05:53 37353
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37353   

Hey Ram Hey Ram Bhajan 08:17 32270
 
Poster of Bhajan
 
Category
Devotional
Duration : 08:17   Song Number : 32270   

Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 06:29 16543
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rahi Masoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:29   Song Number : 16543   

Ik Nazar Dekh Ke Hum Jaan Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:37 36604
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:37   Song Number : 36604   

Is Mein Koi Shikwa Na Shikayat Chitra Singh 05:28 37973
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:28   Song Number : 37973   

Ishq Fana Ka Naam Hai Chitra Singh 03:25 36760
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:25   Song Number : 36760   

Jabse Hum Tabaah Ho Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:33 37007
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 37007   

Jai Madhav Madan Murari Jagjit Singh & Chitra Singh 05:04 37719
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Devotional
Duration : 05:04   Song Number : 37719   

Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena Jagjit Singh & Chitra Singh 06:47 35948
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:47   Song Number : 35948   

Jis Mod Par Kiye The Chitra Singh 05:56 40518
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Faakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:56   Song Number : 40518   

Kabhi To Khul Ke Baras Chitra Singh 05:18 37971
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:18   Song Number : 37971   

Kasam Ki Kasam Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 06:03 11983
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Chitra Singh, Shaan
Duration : 06:03   Song Number : 11983   

Kehna Hi Kya Bombay (1995) 05:40 17903
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Chitra Singh, Chorus
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 05:40   Song Number : 17903   

Kisi Ko De Ke Dil Chitra Singh 03:24 40519
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:24   Song Number : 40519   

Kyun Zindagi Ki Raah Saath Saath (1982) 04:45 14090
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Chitra Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval
Duration : 04:45   Song Number : 14090   

Laaj Rakho Girdhaari Chitra Singh 06:00 32011
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Sooradas
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:00   Song Number : 32011   

Lab E Khamosh Se Chitra Singh 07:26 37975
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 07:26   Song Number : 37975   

Mera Dil Bhi Shauq Se Todo Chitra Singh 06:32 40963
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Murad Lucknowi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:32   Song Number : 40963   
Karaoke Songs of chitra singh, Sad Songs of chitra singh, Love Songs of chitra singh, Dance Songs of chitra singh, Hip-hop songs of chitra singh, Best songs of chitra singh, Super hit songs of chitra singh, hit songs of chitra singh, duet songs of chitra singh, solo songs of chitra singh, old songs of chitra singh, famous songs of chitra singh, Hindi Karaoke Songs of chitra singh, Hindi Sad Songs of chitra singh, Hindi Love Songs of chitra singh, Hindi Dance Songs of chitra singh, Hindi Hip-hop songs of chitra singh, best Hindi songs of chitra singh, super hit Hindi songs of chitra singh, hit Hindi songs of chitra singh, duet Hindi songs of chitra singh, solo Hindi songs of chitra singh, old Hindi songs of chitra singh, famous Hindi songs of chitra singh, Sing Along Songs of chitra singh, Sing Along Sad Songs of chitra singh, Sing Along Love Songs of chitra singh, Sing Along Dance Songs of chitra singh, Sing Along Hip-hop songs of chitra singh, Sing Along Best songs of chitra singh, Sing Along Super hit songs of chitra singh, Sing Along hit songs of chitra singh, Sing Along duet songs of chitra singh, Sing Along solo songs of chitra singh, Sing Along old songs of chitra singh, Sing Along famous songs of chitra singh